<bgsound loop='infinite' src='music.mp3'></bgsound> What Is Islam...?: Mazar par Chadar chadana kaisa? (in hindi)

Saturday, 3 January 2015

Mazar par Chadar chadana kaisa? (in hindi)



Mazar par chadar dalna kaisa?

Sahabiye rasool Ibn-e- Abbas raziallah unho
bayan karte hai
 "RASOOL ALLAH SALALLAHOALAIHE WASALLAM
 ki qabr per Surkh (RED) rang ki chadar dali gai thi

1:HADEES: MUSLIM SHAREEF JILD 1 KITAB
ALJANAIZ HADEES NO:2137

2:TIRMIZI SHAREEF HADEES NO:1047

3:NASAI SHAREFF 2021

4:MASNAD-E-AHMAD HADEES
NO:2010

5:IBN-HIBBAN HADEES NO:6631

6:BAHEKI SHAREEF HADEES
NO6511

7:TABRANI MOZZAM KABIR
HADEES
NO:12965

Agar chadar chadana shirk hota
toh Huzoor Sallallaho alaihe wasallam
ki kabr par sahaba chadar nahi chadatey

Masla:
Ala hazrat farmate hai Jiska khulasa ye
hai Mazar par chadar dalna
mustahab hai Agar mazar par
pahele se hi ek chadar maujood
ho aur usme koi kharabi na ho to 
dusri dalna israf hai wahi paisa kisi
miskin ko de diya jaye... 

Fatawa e razavia

No comments:

Post a Comment