Wednesday, 16 July 2014

Hazrat Umar(R) ki 6 nasihate


Hazrat Umar(R) ki 6 nasihate:- 

1.Jo admi Zyada hasta hai,uska raub kam ho jata hai.

 2.Jo mazak zyada karta hai log usku halka aur Be-Haisiyat samaj te hain. 

3.Jo baate zyada karta hai,uski lagjise zyada ho jati hai. 

4.Jiski lagjise zyada ho jati hai,uski hayaa kam ho jati hai. 

5.Jiski haya kam ho jati hai,uski parhejgari kam ho jati hai. 

6.Jiski parhejgari kam ho jati hai,uska DIL murda ho jaata hai.. 

(hayatussahaba,hissa3,page 562),

No comments:

Post a Comment